lets share some pjs, show how sad u can get
Post Your Jokes And PJ's as a comments
Email Subscription
Saturday, January 28, 2012
Friday, December 23, 2011
'Dum Maro Dum' CID MIX
Hey, Daya fir dekh raha hai..
.
Aaj darwaza tod raha h, kal khidki todega..

Aaj sabut dhoondh raha h, Kal khooni ko thokega..
.
Aaj khooni goli mar raha hai..
Kal daya uski bandook khinchega..
.
Khinchega ki nahi?? :P
.
Aaj khooni goli mar raha hai..
Kal daya uski bandook khinchega..
.
Khinchega ki nahi?? :P
cid shayari and some cid funny pics
Pathar pe Pathar... Aur Phool pe Phool.. Wah wah!! Pathar pe Pathar... Aur Phool pe Phool.. wah wah!! :D Daya ne Laat mara Aur DARWAZA Gul..! :)
What would've happened wen Acp's son was born. Acp wants confirmation in hospital Acp- Aakhir ye hua to hua kaise? Kuch to gadbud hai daya kuch to gadbud hai. Daya pata lagao k ye hua kaise. Daya-Haan sir mai cid k liye kuch bhi kar sakta hoon apni jaan bhi de sakta hoon. Daya slaps the baby thrice , the baby falls in cid bureau... Baby rolls his fingers n tells- Tumne mujhe teen teen baar mara teen Din ab jail mein baitkar bachon ko marna phansi ka order aane tak! Abhijeet - my god ! Sir ye aap ki tarah hi bol raha hai . Dr salunke - Boss mai aisi baat bataunga ke aap teen teen baar phansi par chadjauge . DNA sample match hogaya yahi junior acp hai...

Subscribe to:
Posts (Atom)